Monday 16 May 2016

Wafa Poetry

Shehar Bhar Ma Jis Ne Ruswa Kia Humain Bewafa Ke Naam Pe
       Kud Us Ka Daman Wafa Se Khali Tha......



Koi Majboriyan Hon Gi Wafa Jo Kar Nahi Paya
       Mairy Mehbob Ko Shamil Na Karo Bewafaon Me.......


Bewafi Ke Har Kahani Ka Silsila
     Tum Se Ja Kar Milta Ha....


U Tu Han Wafa Ki Be-Shumar Nishaniyan
    Magr Sab Se Niralay Han Teiray Khat.....


Wo Bewafi Kar Ke Bi Humay Buray Nahi Lagte
    Afsos Hum Wafa Kar Ke Bi Un Ko Achay Na Lagay.....


Hasil Zindagi Kaho Sahib
    Bashar Ahal Wafa Nahi Hota


Na Wafa Ka Zikar Hu Ga Na Wafa Ki Bat Hu Gi
    Ab Muhabat Jis Se Bi Hu Gi Matlab Ke Sath Hu Gi....


Meri Talash Ka Juram Ha Ya Meri Wafa Ka Kasoor
     Jo Dil Ke Qareeb Aya Wohi Bewafa Nikla.....


Wafa Me Ab Yai Hunar Ikhtiyar Karna Ha
   Wo Sach Kahay Na Kahay Atibar Karna Ha.....


Kuch Bi Dikhta Nahi Tumhary Siwa
     Aur Tum Hi Nazar Nahi Atay.......


Jis Ko Chaho Wohi Bewafa
  Ay Dil-e-Murad Tu Hi Mar Ja...


Hu Taluq Tu Roh Se Hu
    Dil To Akhsar Bhar Jate Hn......


Ik Shakas Ha Zindagi Jasa
    Aur Wo Meri Zindagi Ma Nahi.....


Is Dunia Ma Kon Kary Wafa Kisi Se
     Dil Ke Do Huruf Wo Bi Juda Juda.....


Zidagi Bhar Tum Se Wafa Kare Gan
  Yad Ko Teri Dil Se Juda Na Kare Gan
      Agar Chor Kar Chaly Gay Tanha Raho Ma
          Phir Asi Zindagi Je Kar Hum Kia Kary Gan.....


Aj Bari Dair Tak Wo Mujy Deakhta Raha
    Na Jane Ku Laga Ke Wo Mujy Chor Jay Ga....


Wabasta Kare Hum Kisi Se Apni Umeedain
     Is Duor Ma Har Koi Wafa Bhool Gya Ha.....


Wo Bewafa Na Tha U Hi Badnaam Hu Gay
      Hazaro Cahaney Wale Thay Kis Kis Se Wafa Karta....


Be Waja Nahi Rota Koi Ishaq Me
    Jisay Kud Se Barh Kar Chaho Wo Rulata Zaror Ha.....


Ma Ne Bi Badal Diay Asool-e-Zindagi
    Ab Jo Yad Kare Ga Wohi Yad Rahe Ga......

Sunday 15 May 2016

Aarzoo Poetry

Dil Kisi Aur Ka Na Hu Paya
        Aarzoo Aj Bi Tum Meri Hu











Ha Aarzoo Ik Raat Ao Tum Meiry Khawab Mai
    Bs Dua Ha Us Raat Ke Kabi Subha Na Hu












Aarzoo Honi Chaiya Kisi Ku Yad Karne Ki
   Lamhey Tu Apne Ap Hi Mil Jate Hn     









Aarzoo Ha Mujy Ik Shakes Se Milne Ki Bohat
   Naam Kia Lo,,,,,,   Koi Allah Ka Banda Hu Ga












Aarzoo Ha Ke Tum Yahn Ay
   Aur Phir Umer Bhar Na Jay Kahi









Teri Dua Ha Ke Hu Teri Aarzoo Puri
    Meri Dua Ha Ke Teri Aarzoo Badal Jay









Yahi Aarzoo Thi Meri Rah Guzar Se Kabi Wo Guzray
    Ma Rah Takti Rahi Aur Umar Tamam Hui














Muj Ko Yai Aarzoo Wo Uthaiyn Naqab Kud
   Un Ku Yai Intazar Tuqaza Kary Koi













Kaash Tu Maira Hu Jay
       Kaash Ya Tamna Teri Hoti











Zinda Ha Kon Yahn Aarzoo Teiry Bagir
   Kahtey Hn Log Aj Kal Ma Bohat Udas Hun












Kamosh  Sa Shehar Aur Guftago Ke Aarzoo
     Hum Kis Se Kary Bat Koi Bolta Hi nh










Khawab Hi  Khawab Kab Tak Deakho
    Kaash Tuj Ko Bi Ik Jhlak Deakho     

























Friday 13 May 2016

Aankho Sad Poetry

Wo Jis Ke Liay Ankho Ko Lal Kar Dala

 
Usi Ne Chor Kar Muj Ko Kamal Kar Dala     










Teri Ankho Ma Ansoo Thay Mairy Khatir



Wo Aik Lamha Mujy Zindagi Se Pyara Laga  






Kisi Ne Dhool Kya Ankhon Me Jhonki

Ma Ab Pahle Se Behtar Dekhta Hun...         











Kitne Rastey Banay Pani NeMaire Ankho Ka Bund Jo Tuta      









Nidamat K Charaghon Se Badal Jati Hain Taqdeeren
Andheri Raat Ke Aansoo Khuda Se Bat Karte Hain..



                                                                                 











Aag Aisi Lagi Thi Seenay Main
Aankh Se Dil Main Wo Utar Na Saka.. 









Tum Samandar Ki Bat Karte Ho
Log Ankhon Me Doob Jate Hain...                 











Abhi Se Kiun Nikal Aye Teri Aankh Se Aansu
Abhi To Dastan-e-Zindagi Cheri Nahi Main Ne...








Aankh Pur-num, Ashq Zam Zam
Sans Madham, Waqt Ha Kam

Wasl-e- Rahat, Hijr Matam
Aah Nikle, Mout Marham...







Tu Ne Tu Tark-e-Mohabbat Ke Qasam Khai Thi
Ku Teri Aankhen Mujy Dekh Kar Bhar Ai Han...?












     

           Teri Ankho Ke Traha Gahra Tha
                 Zakham Bharne Me Boht Daer Lagi